
Uss K Arooj Ki Thi Bohat Aarzaoo Humain
Uss K Arooj Ki Thi Bohat Aarzaoo Humain
Jiss K Arooj Hi Mein Hamara Zawaal Tha

Dil Tamanna Se Dar Gaya Janam!
Dil Tamanna Se Dar Gaya Janam
Saara Nasha Utar Gaya Janam

Ek Hunar Hai Jo Kar Gaya Hoon Main
​
Ek Hunar Hai Jo Kar Gaya Hoon Main
Sab K Dil Se Utar Gaya Hoon Main

Ger K Dil Mein Gar Utarna Tha
Ger K Dil Mein Gar Utarna Tha
Mere Dil Se To Utar Gye Hote..