Subscribe For Free Updates!

We'll not spam mate! We promise.

post-feature-image
HomeGhazalLong Poetry

Samandar Mein Utarta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain

Samandar Mein Utarta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain Teri Aankhon Ko Parhta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain Tumhara Naam L...

Woh Bhi Ik Sham February Ki Thi - Idraak by Atif Saeed
Mujh Ko Baatein Kab Aati Hain - Atif Saaed
Meri Jaan Theek Kehti Ho - Sad Ghazal - Atif Saeed

Samandar Mein Utarta Hoon
To Aankhen Bheeg Jaati Hain
Teri Aankhon Ko Parhta Hoon
To Aankhen Bheeg Jaati Hain

Tumhara Naam Likhne Ki
Ijazat Chhin Gayi Jub Se
Koi Bhi Lafz Likhta Hoon
To Aankhen Bheeg Jaati Hain

Teri Yaadon Ki Khushboo
Khirkiyon Mein Raqs Karti Hai
Tere Gham Mein Sulagta Hoon
To Aankhen Bheeg Jaati Hain

Main Hass K Jheel Leta Hoon
Judaai Ki Sabhi Rasmein
Gale Jub Uss K Milta Hoon
To Aankhen Bheeg Jaati Hain

Na-Jaane Kya Ho Gaya Hoon
Es Qadar Hassas Main, Kab Se?
Kisi Se Baat Karta Hoon
To Aankhen Bheeg Jaati Hain

Wo Sab Guzre Huye Lamhaat
Mujh Ko Yaad Aate Hain
Tumhare Khat Jo Parhta Hoon
To Aankhen Bheeg Jaati Hain

Main Saara Din Bohat Masroof Rehta Hoon
Magar Joonhi Qadam
Chhokhat Par Rakhta Hoon
To Aankhen Bheeg Jaati Hain

Har Ik Mufils K Maathe Par
Alam Ki Dastaanen Hain
Koi Chhehra Bhi Parhta Hoon
To Aankhen Bheeg Jaati Hain

Bare Logon K Onchhe
Badnumaa Aur Sard Mehlon Ko
Garib Aankhon Se Takta Hoon
To Aankhen Bheeg Jaati Hain

Tere Kooche Se Ab Mera
Koi Taaluq Wajabi Sa Hai
Magar Jub Bhi Guzarta Hoon
To Aankhen Bheeg Jaati Hain

Hazaaron Mausamon Ki Hukmarani Hai
Mere Dil Par WASI
Main Jub Bhi Hasta Hoon
To Aankhen Bheeg Jaati Hain




Name

2 Lines Poetry A Admin Atif Saeed B D December Poetry E Faraz February Funny Ghazal H Happy Birthday Hasni Naveed Afridi Islamic Quotes J John Elia K L Long Poetry M M A Isha M Asghar Mirpuri N NM Rashid November P Public Quaid e Azam Quote R Romantic S Sad T Tahir Mukhtar Tahir U W Y Yasir Waseem Z Zia Anjum
false
ltr
item
Urdu Poetry: Samandar Mein Utarta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain
Samandar Mein Utarta Hoon To Aankhen Bheeg Jaati Hain
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEiCnmLfn1Tm9BuwwlVQtAwiN19itZEJEZEA9TmKd2NfdhxxoZAB-6d6Sfhqa4fDvKPKdesx17QlFZ8LOwLwETdA3ZaaqbtHmeyD6140bm4CCrH4m87wreLr7L7polA3_GxMTmv4yHTkB-PX/s640/One-Direction.gif
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEiCnmLfn1Tm9BuwwlVQtAwiN19itZEJEZEA9TmKd2NfdhxxoZAB-6d6Sfhqa4fDvKPKdesx17QlFZ8LOwLwETdA3ZaaqbtHmeyD6140bm4CCrH4m87wreLr7L7polA3_GxMTmv4yHTkB-PX/s72-c/One-Direction.gif
Urdu Poetry
https://urdupoetrymania.blogspot.com/2015/11/to-aankhen-bheeg-jaati-hain.html
https://urdupoetrymania.blogspot.com/
https://urdupoetrymania.blogspot.com/
https://urdupoetrymania.blogspot.com/2015/11/to-aankhen-bheeg-jaati-hain.html
true
8607136753404876350
UTF-8
Not found any poetry VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POETRIES View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH Not found any poetry match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago