Subscribe For Free Updates!

We'll not spam mate! We promise.

post-feature-image
HomeGhazalLong Poetry

Suno Tum Ne Kaha Tha Na - Chalo Ab loat Aoo Tum - Urdu Poetry - Voice - Yasir Waseem

Roman Urdu Urdu Audio Video Suno Tum Ne Kaha Tha Na Mujhe Jazbaa-e-Mohabbat Se Kabhi Jo Tum Pukaaro Gi Main Uss Din lou...

Kab Tak Mere Haath Mein Rehta
Tumhain Ehsaas Hone Tak
Door Hum Ne To Nahi Kiya Kisi Ko Apne Se




Suno Tum Ne Kaha Tha Na
Mujhe Jazbaa-e-Mohabbat Se Kabhi Jo Tum Pukaaro Gi
Main Uss Din lout Aaon Ga
Suno Tum Ne Kaha Tha Na
Mujhe Jazbaa-e-Mohabbat Se Kabhi Jo Tum Pukaaro Gi
Main Uss Din lout Aaon Ga
To Dekho Na !!
To Dekho Na !!
Kayi Lamhon
Kayi Saalon
Kayi Sadiyon Se Tera Rasta Takti
Yeh Meri Muntazir Aankhein
Mere Dil Ki Yeh Dharkan
Aur Saansein
Bss Tumhara Naam Leti Hain
Bss Tumhara Naam Leti Hain
Wohi Ik Wird Karti Hain
Meri Aankhon K Sahil Par
Teri Khwaahish Ki Mojoon Ne
Bari Halchal Machai Hai
Teri Tasveer
Sookhy Phool Aur Tohfey
Teri Tasveer
Sookhy Phool Aur Tohfey
Teri Chahat Ki Khushbu Mein
Abhi Tak Saans Letey Hain
Woh Sab Rastey
K Jin Par Tum Humarey Sath Chalty They
Woh Sab Rastey
Jahan Teri Hansi K Phool Khilty They
Jahan Peiroon Ki Shaakhon Par
Hum Apna Naam Likhtey They
Udaasi Se Bharey Manzar
Tumharey Lout Kar Aany Ki Umeedein Dilatey Hain
Suno !!
Suno Kuch Bhi Nahi Badla
Tumharey Paaun Ki Aawaz Sun'ny Ki
Tumharey Paaun Ki Aawaz Sun'ny Ki
Merey Kamrey Ki Be-Tarteeb Cheezein Muntazir Hain
Suno!!!
Takmeel Paati Chaahaton Ko
Yunh Adhoora To Nahi Chhoro
Takmeel Paati Chaahaton Ko
Suno
Takmeel Paati Chaahaton Ko
Yunh Adhoora To Nahi Chhoro
Mujhe Mat Aazmaao Tum
Chalo Ab Lout Aao Tum
Chalo Ab Lout Aao Tum
Suno Tum Ne Kaha Tha Na
Mujhe Jazbaa-e-Mohabbat Se Kabhi Jo Tum Pukaaro Gi
Main Uss Din lout Aaon Ga
Chalo Ab Lout Aao Tum
Chalo Ab Lout Aao Tum



Name

2 Lines Poetry A Admin Atif Saeed B D December Poetry E Faraz February Funny Ghazal H Happy Birthday Hasni Naveed Afridi Islamic Quotes J John Elia K L Long Poetry M M A Isha M Asghar Mirpuri N NM Rashid November P Public Quaid e Azam Quote R Romantic S Sad T Tahir Mukhtar Tahir U W Y Yasir Waseem Z Zia Anjum
false
ltr
item
Urdu Poetry: Suno Tum Ne Kaha Tha Na - Chalo Ab loat Aoo Tum - Urdu Poetry - Voice - Yasir Waseem
Suno Tum Ne Kaha Tha Na - Chalo Ab loat Aoo Tum - Urdu Poetry - Voice - Yasir Waseem
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEiVYQi8h90yp5DN1xM2heD8QUyrHCnKGVNnR5PXAzJ5lbQqqwmOHmslrbk15vkJPFH29MxknObeEZ7M3Z0-ur_Xa4-ME9_c4NPxO5xnPFInqXhBGSLZI62_S31SinQhYma9Bxu0MTgZ5Dw/s640/Suno.png
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEiVYQi8h90yp5DN1xM2heD8QUyrHCnKGVNnR5PXAzJ5lbQqqwmOHmslrbk15vkJPFH29MxknObeEZ7M3Z0-ur_Xa4-ME9_c4NPxO5xnPFInqXhBGSLZI62_S31SinQhYma9Bxu0MTgZ5Dw/s72-c/Suno.png
Urdu Poetry
https://urdupoetrymania.blogspot.com/2016/02/suno-tum-ne-kaha-tha-na-chalo-ab-loat.html
https://urdupoetrymania.blogspot.com/
https://urdupoetrymania.blogspot.com/
https://urdupoetrymania.blogspot.com/2016/02/suno-tum-ne-kaha-tha-na-chalo-ab-loat.html
true
8607136753404876350
UTF-8
Not found any poetry VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POETRIES View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH Not found any poetry match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago